0
                Create A Self_Auto Bot Comment In Hindi/Urdu



Aaj  Facebook Ke Leye Personal Auto Bot Banana Sekhayenge..
Auto Bot Aik Aisa System Hai Facebook Me.Jo Aapki ID Se Automatic Apki friends Ki Post Par Likes Aur Comments Send Hoty Hain
Aur Ager Aap Online na Bhi Honge. Tab Bhi Chalega Automatic.
Aur Personal Bot Site Banane Par Aap Apna Naam Likh Sakte Hai.
To Aayeye.Seekhte Hai.

Facebook Par Auto Personal Bot Kaise Banaye.. Step By Step Ke Sath Janiye.
Step1.

Sub Se Pehle Hum Ne
Www.2freehosting.com
Pe Account Banana Hai.
Jo Aap ScreenShot Ko Follow Kar Ke Bna Sakte Hein.
16fc92f9a887f859172017c94fe28468.jpg

1●Apna Poora Naam Likhe.

2●Apna Email Type Kare.

3●Dono Boxes Mein Kam Se Kam 6 Words Ka Koi Password Type Kare.
4●Captcha Fill Kar Ke Sign Up Pe Click Kare.


Step 2.

Jaise He Aap Sign Up Pe Click Karoge Apke Email Pe Confirmation Msg Aaya Hoga. Jaha Se Apna 2FreeHosting Ka Account Confrm Kare.
Aur Uske Bad
⇨ Free Hosting Plan
Par Click Kare.
cf54d69e63b501bd77ee62e6981e218e.jpg


Step 3.

Ab Apne
 Bot Site Banani Hai Jo Aap Neeche ScreenShot Ko Follow Kar Ke Bana Sakte Hai.
58548cc491ea1ddc01ca8284e9903a6f.jpg




Step 4.

Create Pe Click Karne Ke Baad Apki Site To Ban Jayegi.
Lekin Abhi Tak Wo inactive Hai.
Jaisa keh Aap ScreenShot Mein Dekh Sakte Hai.
1e274385e972f0259abb82290bc45b71.jpg


Step 5.

Ab Isko Active Karne Ke Leye Page Refresh Kare.
Aur Jab Page Refresh Ho Jayega To Apki Site Active Ho Jayegi Aur Phir Switch Pe Click Kare..
e37edf3984d8a314554af8842505593e.jpg


Step 6.

Ab Files Wali Tab Mein File Manager Ko Select Kare.
8bbefe231a643abec63af97dfcf6ea7d.jpg


Step 7.

Ab File Manger Ko Install Karne Ke Leye install Par Click Kare. Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai.
ke Pehli 3 Ya 4 Dafa File Manger install Nahi Hota ,
To Aap Bar Bar Click Karte Rahe 4 Se 5 Bar Try Karne Par install Ho Jayega..
069f6fad5794a5f0ca58202be593e041.jpg


Step 8.

Jab File Manger install Ho Jayega To Automatic Open Ho Jayega.
Waha Pe Default Wali File Hogi. Us Pe Right Click Kar Ke Pehle usko Delete Kare.
Aur Phir Upload Wale Button ko Press KAre.
90cbefd7817eec999cbcfd73437d14b8.jpg


Step 9.

Ab Aap Ne Script Download Karni Hai.
Jis Ko Download Karne Ke Leye Yaha Click Kare..


Script Download Kar Ke Usko Extract Kar Lein.
Aur Us Mein 2 Files Hogi.
Aik Ka Naam
⇨ index.php
Aur Dosri Ka
⇨ beranda.php
In Dono Files Ko Upload Karna hai.
Jaise keh Maine Step8 Mein Bataya hai.


Step 10.

Jab Dono Files Upload Ho Jaye. To Beranda Wali file Pe Right Click Kar ke
Edit Par Click Kare.
68a98dbb0da7860f354343eb64cb38af.jpg


Step 11.

Ab is file Mein Wo Comment likhe Jo Aap Facebook Pe Dikhana Chahte Hein.
4e925630e472358c6c3eb3af0ee4c808.jpg


Step 12.

File Edit Karne Ke Baad Save kar Dein To Hamari Site Ready Ho Jayegi Jo Step3 Mein Hum Ne Banai Thi.
Ab is Pe Cronjobs Select Karni Hein,
To Cronjobs ke Leye Pehle Cron-Job.Org Site Pe Account Banaye.
Aur Phir Sign in Kar Ke Cronjobs Pe Click Kar Ke Create Cronjob ko Press Kare.
2971b37ad137529b8c1cc8e656e99d50.jpg


Step 13.

Ab ScreenShot Ko Dekh Ke Step follow Kare.
9d2f3b99b7f59975ed096e7140242f47.jpg

1●Title Mein Kuch Bhi Likh Dein.

2●Url Mein Wo Site Likhe Jo Step3 Mein Humne Banai Thi. Aur Uske Aage /beranda.php likhe .
Kuch Is Tarah..

http://Yoursite.3eeweb.com/beranda.php

3●Minutes Wali Box mein 15 ki Jaga 1 Select Kare.

4●Save Response ko Tick Kare.

5●Finally Create Cronjob pe Click Karne Se Apki Site Ka Cronjob Ban Jayega..


Step 14.

Ab Is Link Se Facebook Ka Token Haasil Karo.

Yaha Click Kare..

Ab Apni Site Open Kare. Aur Box Me Wo Token Past Kare..Aur Save Kare.
de70855cc409dc1f9ffd1a6bc13ed502.jpg


Step 15.

Iske Baad Beranda.php Pe Click Kar Dein.
Apka Bot Active Ho Jayega..
2e4fb009a18af136cf7279eb844b3624.jpg


Step16.

Ab Aap Apne Facebook Account ki Activities Logs Me Jao..Aur Dekho..
23d12f42501cdf19196491ef46bd4da2.jpg


Umeed Hai Aap Logo Ko Samjh Aya Hoga..Ye Trick Apko Kahi Bhi Nahe Mela Hoga..Enjoy Karo..

Post a Comment

 
Top